Home  ›  Ringtones  ›  Wo Mera Nabi Hai Ringtone

Wo Mera Nabi Hai Ringtone

This uplifting devotional naat features soul-stirring vocals and rhythmic percussion, fostering a serene and reverent mood. Lyrics exalt the beloved Prophet's grace and mercy, ideal for spiritual gatherings, prayer reflections, or Eid celebrations, inspir

00:00 / 00:26
icon icon
icon
icon

Download free Wo Mera Nabi Hai ringtone for your mobile phone. You can download Wo Mera Nabi Hai ringtone as MP3 file for Android or M4R file for iPhone.

Download .mp3 for Android
Download .m4r for iPhone

Wo Mera Nabi Hai - Song Lyrics

Pyara Nabi hain, woh sohna Nabi hain (mera Nabi)
Pyara Nabi hain, woh sohna Nabi hain (mera Nabi)
Pyara Nabi hain, woh sohna Nabi hain (sohna Nabi)
Pyara Nabi hain, woh sohna Nabi hain (sabse pyara Nabi)
Read More >>

Mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
Woh jis ke liye mehfil-e-konain saji hai
Firdaus-e-bareen jis ke waseele se bani hai
Woh jis ke liye mehfil-e-konain saji hai
Firdaus-e-bareen jis ke waseele se bani hai
Woh Hashmi
Woh Hashmi Makki Madani-ul-Arabi hai
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
Allah ka farmaan "الم نشرح لك صدرك"
Mansoob hai jis se "ورفعنا لك ذكرك"
Allah ka farmaan "الم نشرح لك صدرك"
Mansoob hai jis se "ورفعنا لك ذكرك"
Jis zaat ka
Jis zaat ka Qur'an mein bhi zikr-e-jali hai
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
والشمس ضحٰی chehra-e-anwar ki jhalak hai
والیل سجیٰ gesu-e-Hazrat ki lachak hai
والشمس ضحٰی chehra-e-anwar ki jhalak hai
والیل سجیٰ gesu-e-Hazrat ki lachak hai
Aalam ko ziya
Aalam ko ziya jis ke waseele se mili hai
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
Ahmad hain, Muhammad hain, wahi khatam-e-rasool hain
Makhdoom o murabbi hain, wahi wali-e-kul hain
Ahmad hain, Muhammad hain, wahi khatam-e-rasool hain
Makhdoom o murabbi hain, wahi wali-e-kul hain
Us par hi nazar
Us par hi nazar saare zamaane ki lagi hai
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
Ya-seen, Muzammil, Muddassir, woh hi Ta-ha
Kya kya naye alqaab se Maula ne pukara
Ya-seen, Muzammil, Muddassir, woh hi Ta-ha
Kya kya naye alqaab se Maula ne pukara
Kya shaan hai
Kya shaan hai us ki ke jo Ummyi laqabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Woh mera Nabi, mera Nabi, mera Nabi hain
Haan, haan, mera Nabi hain, woh mera Nabi hain
Woh mera Nabi hain
Name: Wo Mera Nabi Hai - Syed Hassan Ullah Hussaini
File type: MP3(Android) & M4R(iPhone)
Duration: 26s
File Size: 410.89 KB
Downloads: 6583

Wo Mera Nabi Hai Related Ringtones

Best Ringtones 2026

News

Thanks for letting us know
Your feedback is important in helping us keep the Downringtone community safe.
Close

Upload a ringtone

You can upload MP3, WAV, M4A, OGG, M4R, ACC format files.

By selecting 'Upload' you are representing that this item is not obscene and does not otherwise violate Terms of Service, and that you own all copyrights to this item or have express permission from the copyright owner(s) to upload it.

Before uploading, please read our Privacy.

Next Ringtone Holi →