Home  ›  Ringtones  ›  Galiyon Ke Ghalib Ringtone

Galiyon Ke Ghalib Ringtone

A soulful journey through love and longing, blending rich Urdu poetry with haunting melodies, evoking deep emotions and timeless nostalgia.

00:00 / 00:28
icon icon
icon
icon

Download free Galiyon Ke Ghalib ringtone for your mobile phone. You can download Galiyon Ke Ghalib ringtone as MP3 file for Android or M4R file for iPhone.

Download .mp3 for Android
Download .m4r for iPhone

Galiyon Ke Ghalib - Song Lyrics

[Chorus]
Kar de kamaal ab
Bichha de jaana ankhiyon ka jaal ab
Hue saal ab
Aise na tu taal ab
Dekho meri haalat
Banaya tune Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
[Verse Read More >>

1]
Galiyon ke Ghalib, kawwal jaise Talib
Badboyshah, baby, naam pe hi kaalikh
Hone waale shauhar tere game ke hain waalid
Niche hai Cullinan, kyunki upar wala maalik
Thik nahi hum sab kharab kar dete
Paani haath mein pakadte sharab kar dete
Anhoni honi haani laabh kar dete
Aate maidaan mein to saaf kar dete
Hum pe bhi nazarein daalo to sahi
Fehmiyan galat kuch paalo to sahi
Jaise tum girti latein sambhalo
Hum jaise gire hue ko bhi to sambhaalo to sahi
Hum tere baaki ke deewanon mein nahi
Paagalon mein aate hain sayaano mein nahi
Pata hai te saare zamaane ko
Hum jaisa aashiq milega zamaanon mein nahi
[Chorus]
Aa, kar de kamaal ab
Bichha de jaana ankhiyon ka jaal ab
Hue saal ab
Aise na tu taal ab
Dekho meri haalat
Banaya tune Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
[Verse 2]
Best in the game, inke haath nahi aata
Aaj tak bajaana koi saaz nahi aata
Last mein aata hun main last nahi aata
Wo kya hai na mohtarma main baaz nahi aata
Munh lagne waale ne munh ki khaayi meri jaan
Kalaai pe crore hain pure dhaai meri jaan
Syllabus ke baahar ki cheez hun main
Wo chaahe jitni bhi kar le padhaai meri jaan
Tune bhi machaai hai tabaahi meri jaan
Toote hue dil de gawaahi meri jaan
Bol na chaahe gardan hi hila de
Meri jaan nikalne pe aayi meri jaan
[Chorus]
Kar de kamaal ab
Bichha de jaana ankhiyon ka jaal ab
Hue saal ab
Aise na tu taal ab
Dekho meri haalat
Banaya tune Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Hum galiyon ke Ghalib
Name: Galiyon Ke Ghalib - Simran Choudhary, Aditya Rikhari & Hiten
File type: MP3(Android) & M4R(iPhone)
Duration: 28s
File Size: 441.09 KB
Downloads: 10

Galiyon Ke Ghalib Related Ringtones

Best Ringtones 2026

News

Thanks for letting us know
Your feedback is important in helping us keep the Downringtone community safe.
Close

Upload a ringtone

You can upload MP3, WAV, M4A, OGG, M4R, ACC format files.

By selecting 'Upload' you are representing that this item is not obscene and does not otherwise violate Terms of Service, and that you own all copyrights to this item or have express permission from the copyright owner(s) to upload it.

Before uploading, please read our Privacy.

Next Ringtone Holi →